D O S T I YAARY-14
BY
GAUTAM KUSHWAHA
Sare gawaho ke madde najar rakhate hue. Indian friendship court. Dafa 143 k
tehat ye adalat apko sachha dost manke umar bhar dosti nibhane ka hukm deti hai.
-=(S.D)=-
Daulat or shorat subke pass he. Khushiya or gham subke naseeb me he. Pyar or
nafrat subke dilome he. Par khush naseeb he hum Q k ap jesa dost humare pas he.
-=(S.D)=-
Flower means nice. Nice means soft. Soft means desire. Desire means love. Love
means friend. Friend means you.
-=(S.D)=-
Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hai. Kuch dost hamesha yaad aate hai. Hum
aapse yahi puchna chahte hai. K dosto ki is Qataar me hum kaha ate hai.
-=(S.D)=-
Dosto ke liye dosti ki saugat hogi. Naye log honge nayi baat hogi. Hum har haal
mein muskurate rahemge. Apki dosti agar yunhi saath hogi.
-=(S.D)=-
Sacrifice is greater than love, character is greater than beauty. Humanity is
greater than wealth but anything is not greater than our relations.
-=(S.D)=-
In umeedon ko kabhi tutne mat dena. Dil ki dosti ko kabhi kam hone mat dena.
Dost milenge hum se bhi achche par is dost ki jagah kisi aur ko mat dena.
-=(S.D)=-
Teri dosti ki tarif zuban pe aane lagi. Tumse dosti ki aur zindagi muskurane
lagi. Ye meri dosti thi ya teri achchai ki meri har saans se tere liye dua aane
lagi.
-=(S.D)=-
Hasti mit gayi aashiana banane me. Umar beet gai ghum blane me. Ek hi pal me
door na ho jana hum se. Hume to umr lag jayegi aap jaisa dost pane me.
-=(S.D)=-
When u became my friend there was a strike in heaven u know why? They were
protasting why im being offered benefits of heaven on earth!
-=(S.D)=
Total visit